Womaniya Lyrics - Saand Ki Aankh (2019)

Womaniya Lyrics - Saand Ki Aankh (2019)


Movie: Saand Ki Aankh (2019)
Singers: Vishal Dadlani, Vishal Mishra
Song Lyricists: Raj Shekhar
Music Composer: Vishal Mishra
Music Director: Vishal Mishra
Director: Tushar Hiranandani
Label: Zee Music Company
Cast: Pawan Chopra, Taapsee Pannu, Bhumi Pednekar
Release Date: 25th October 2019
Country: India
Language: Hindi




Womaniya Song Lyrics

Jai hanuman gyan gun saagar
Jai kapis tinhu lok ujaagar

Jai hanuman gyan gun saagar
Jai kapis tinhu lok ujaagar
Dekhegi ye duniya yeh Womaniya
Haan….

Jab bhi ye nikal jaaye
Suraj bhi pighal jaaye
Aasmaan ko niche de jhuka
Apne pe aaye agar
Patthar titar bitar
Kisi ka bhi tode ye ghumaan

Dhunki dhuaandhaar ho
Zidd agar sawaar ho
Tere jaisi taakat dekho
Yahaan kisi aur aur mein kahaan…

Likh de nayi kahaani
Ab tu teri zubaani
Bhool ke baatein purani
Ki kaise kisi ne kab tha kya kaha

Ho.. likh de nayi kahaani
Ab tu teri zabaani
Bhool ke baatein puraani
Ki kaise kisi ne kab tha kya kaha

Roke gaaon jawaani
Par teri zidd karari
Tooti chaar diwari
To chal padi hai ik nayi hawa

Sadabahar hai tu sabse chamakdar hai
Teri roshni mein lag raha hai
Ab jawaan jawaan jahaan aa…

Jai hanuman gyan gun saagar
Jai kapis tinhu lok ujaagar

Jai hanuman gyan gun saagar
Jai kapis tinhu lok ujaagar
Dekhegi ye duniya yeh Womaniya
Haan haan haan.. ho…

Womaniya Lyrics - Saand Ki Aankh (2019) Womaniya Lyrics - Saand Ki Aankh (2019) Reviewed by Sachin on November 04, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.